Azab-e-Deed Mein Aankhein Laho Laho Kar Ke Lyrics In Urdu and Roman Urdu

Azab-e-Deed Mein Aankhein Laho Laho Kar Ke Lyrics In Urdu and Roman Urdu

عذابِ دید مِیں آنکھیں لہو لہو کر کے

Main Sharamsar Howa Teri Justjo Kar Ke.

Khandar Ki Teh Se Bureedah Badan Saron Ke Siwa.
Mila Na Kuch Bhi Khizano Ki Arzo Kar Ke.
Suna Hai Shehar Mein Zakhmi Dilo Ka Mela Hai.
Chalein Gaye Hum Bhi Magar Pairahn Raho Kar Ke.
Musafat-e-Shab-e-Hijraan Ke Baad Bhaid Khula.
Hawa Dukhi Hai Cheragon Ko Be Aabro Kar Ke.
Zameen Ki Piyas Ossi Ke Laho Ko Chaat Gayi.
Woh Khush Howa Tha Samandar Ko Aab Jo Kar Ke.
Yeh Kis Ne Hum Se Laho Ka Khiraj Phir Manga.
Abhi Tu Soye The Maqtal Ko Sarkhuro Kar Ke.
Juloos-e-Ahl-e-Wafa Kis Ke Dar Pe Pohancha Hai.
Nishan-e-Tooq-e-Wafa Zeenat-e-Gulu Kar Kar Ke.
Ujaar Rut Ko Ghulabi Banaye Rakhti Hai.
Hamari Aankh Teri Deed Wozo Kar Ke.
Koi Tu Habs-e-Hawa Se Ye Pochta :MOHSIN:.
Mila Hai Kya Osse Kaliyon Ko Be Namo Kar Ke.
Poet: :Mohsin Naqvi Shaheed:
Book: :Azab-e-Deed:
#AzabeDeed
#GhazalLyrics
#tajpoint
Like TAJPOINT :: Facebook Page :
www.fb.com/tajpointpage
Subscribe TAJPOINT :: Youtube Channel :
www.youtube.com/tajpointpage?sub_confirmation=1
Follow TAJPOINT :: On Twitter :
www.twitter.com/tajpointpage
Visit TAJPOINT :: Official Website :
www.tajpoint.com

Leave a Comment

Ads Blocker Image Powered by Code Help Pro

Ads Blocker Detected!!!

We have detected that you are using extensions to block ads. Please support us by disabling these ads blocker.

Powered By
100% Free SEO Tools - Tool Kits PRO
error: Content is protected !!