Galay Mila Na Kabhi Chand Bakht Aysa Tha.

Galay Mila Na Kabhi Chand Bakht Aysa Tha.
Hara Bhara Badan Apna Darakht Aysa Tha.

Sitare Siskiyaan Bharte The oss Roti Thi.
Fasan-e-Jigar-e-Lakht Aysa Tha.

Zara Na Moom Howa Pyare Ki Hararat Se.
Chatakh Ke Toot Giya Dil Ka Sakht Aysa Tha.

Yeh Our Baat Keh Wo Lab The Phool Se Nazuk.
Koi Na Seh Sakay Lehja Karkht Aysa Tha.

Kahan Ki Sair Na Ki Tawasan-e-Takhiyul Par.
Humein Tu Yeh Bhi Sulemaan Ke Takht Aysa Tha.

Idhar Se Guzra Tha Mulk-e-Sukhan Ka Shehzadah.
Koi Na Jaan Saka Sazo Rakht Aysa Tha.

Poet: :Shakeeb Jalali:
Book: :Roshni Aye Roshni:
www.tajpoint.com

Leave a Comment

Ads Blocker Image Powered by Code Help Pro

Ads Blocker Detected!!!

We have detected that you are using extensions to block ads. Please support us by disabling these ads blocker.

Powered By
Best Wordpress Adblock Detecting Plugin | CHP Adblock
error: Content is protected !!