Kiss Tarha Aye Ga Qarar Mujhe Lyrics In Urdu 2017
Oss Ne Dekha Hai Bar Bar Mujhe.
Kho Giya Hoon Ghamon Ke Sehra Mein.
Tu Kahan Hai Zara Pukar Mujhe.
-->
Ashk Aankhon Se Youn Nikal Aye.
Jane Kya Keh Gayi Bahar Mujhe.
Kya Bataon Sitarah-e-Sehri.
Hai Abhi Kissi Ka Intezar Mujhe.
Poet: :Rifat Sultan:
Singer: :Shafqat Ali Khan:
Composition: :Zakir Ali Khan:
#KissTarhaAyeGa
#GhazalLyrics
#tajpoint
Video Link
اپنا کلام HD پوسٹر میں بنائیں!
اپنے کلام یا نوحے کا خوبصورت اور معیاری ایچ ڈی (HD) پوسٹر بنانے کے لیے ہمارا فری ٹول استعمال کریں۔
