Is Tarha Se Jeene Ka Hunar Dete Hain Abbas Mir Hasan Mir Lyrics In Urdu and Roman Urdu

Is Tarha Se Jeene Ka Hunar Dete Hain Abbas Mir Hasan Mir Lyrics In Urdu and Roman Urdu

اِس طرح سے جینے کا ہُنر دیتے ہیں عباسؑ

Rag Rag Mein Wafadariyaan Bhar Detey Hain Abbas.

Yeh Aisay Sakhi Aisay Sakhi Aisay Sakhi Hain.
Kuch Mangay Bina Jholiyaan Bhar Detey Hain Abbas.
Jo Shehar-e-Wafa Ke Liye Jate Hain Safar Ko.
Unn Logon Ko Saman-e-Safar Detey Hain Abbas.
Rozay Ki Ziyarat Se Yeh Ahsas Howa Hai.
Binayi Tawanayi Se Bhar Detey Hain Abbas.
Jo Kufar Ke Lashkar Se Bhara Hota Hai Aksar.
Maidan Wohi Lashon Se Bhar Detey Hain Abbas.
Jo Shaks Yahan Rota Hai Shabeer Ke Gham Mein.
Khush Ho Ke Ossay Khuld Mein Ghar Detey Hain Abbas.
Jab Koi Biyaan Karta Hai Shabeer Ki Midhat.
Lehjay Mein Qayamat Ka Asar Detey Hain Abbas.
Shabeer Ka Dushman Ho Muqabil Tu Zabaan Ko.
Lafzoon Ke Tabarayi Tabar Detey Hain Abbas.
Sadqay Mein Sakina Ke Kabhi Mang Ke Dekho.
Koza Hi Nahi Jholi Bhi Bhar Detey Hain Abbas.
Masoom Sakina Ko Jo Pani Na Pila Paein.
Woh Hath Juda Jism Se Kar Detey Hain Abbas.
Ghazi Ka Qaseeda Kiya Tehreer Tu Jana.
Lafzoon Ke Ewaz Lal-o-:GOHAR: Detey Hain Abbas.
Poet: :Gohar Jarchvi:
Manqabat Khuwan: :Mir Hasan Mir:
Manqabat Volume: :Mir Hasan Mir 2002-03:
#HunarDeteHainAbbas
#ManqabatLyrics
#tajpoint
Like TAJPOINT :: Facebook Page :
www.fb.com/tajpointpage
Subscribe TAJPOINT :: Youtube Channel :
www.youtube.com/tajpointpage?sub_confirmation=1
Follow TAJPOINT :: On Twitter :
www.twitter.com/tajpointpage
Visit TAJPOINT :: Official Website :
www.tajpoint.com

Leave a Comment

Ads Blocker Image Powered by Code Help Pro

Ads Blocker Detected!!!

We have detected that you are using extensions to block ads. Please support us by disabling these ads blocker.

Powered By
100% Free SEO Tools - Tool Kits PRO
error: Content is protected !!