Darbari Baithy Hein, Zehra Khari Hai Kazmi Brothers Lyrics In Urdu and Roman Urdu

Darbari Baithy Hein, Zehra Khari Hai Kazmi Brothers Lyrics In Urdu and Roman Urdu

درباری بیٹھے ہیں زہراؑ کھڑی ہے

Jo Samjhay Musalmaan Musibat Yehi Hai.
Keh Darbari Baithay Hain Zahra Khari Hai.
Sitam Hai Muhammad Ki Tehreer Parh Kar.
Sabhi Hans Rahe Hain Wohi Ro Rahi Hai.
Hijab-e-Khuda Hai Jo Bint-e-Nabi Hai.
Woh Darbar Mein Jane Kab Se Khari Hai.
Diya Aisay Ummat Ne Baba Ka Pursa.
Batool Apne Pehlu Ke Bal Gir Pari Hai.
Bata Mujh Ko Amma Mera Jurm Kya Tha?.
Yeh Mohsin Ki Ab Bhi Sada Aa Rahi Hai.
Karey Gi Na Zahra Ab Apna Koi Gham.
Ali Ke Galay Mein Rasan Dekh Li Hai.
Khiyal Aa Gaya Hai Be Rida Betiyon Ka.
Woh Ghazi Ka Kurta Jabhi Si Rahi Hai.
Hai Mushkil Bara Qabar-e-Zahra Banana.
Ali Ke Labon Pe Bhi Nad-e-Ali Hai.
Batool Ab Bhi Qabar-e-Shikasta Se :AHSAN:.
Imam-e-Zaman Ko Sada De Rahi Hai.
Poet: :Ahsan Mujtaba:
Noha Khuwan: :Kazmi Brothers:
Noha Volume: :Kazmi Brothers 2022-23:
Composition: :Amar Ali Rab Kazmi:
#DarbariBaithyHein
#NohayLyrics
#tajpoint
Like TAJPOINT :: Facebook Page :
www.fb.com/tajpointpage
Subscribe TAJPOINT :: Youtube Channel :
www.youtube.com/tajpointpage?sub_confirmation=1
Follow TAJPOINT :: On Twitter :
www.twitter.com/tajpointpage
Visit TAJPOINT :: Official Website :
www.tajpoint.com

Leave a Comment

error: Content is protected !!