Aaqa Ali Naqi Jaisa Lyrics In Urdu and Roman Urdu

Aaqa Ali Naqi Jaisa Lyrics In Urdu and Roman Urdu

آقا علی نقیؑ جیسا

Zamana Laye Tu Aaqa Ali Naqi Jaisa.
Kahan Hai Dosra Aisa Ali Naqi Jaisa.
Shareek-e-Haal Muhibbon Ke They Imam Sabhi.
Koi Shareek Nahi Tha Ali Naqi Jaisa.
Thi Momineen Ki Khatir Gawara Zillat Bhi.
Imam Koi Na Dekha Ali Naqi Jaisa.
Ada-e-Qarz Ho Ya Our Koi Majbori.
Hai Kaun Pochne Wala Ali Naqi Jaisa.
Padar Hain Jis Ke Taqi Our Askari Beta.
Sharf Hai Kab Yeh Kissi Ka Ali Naqi Jaisa.
Mila Imam Hasan Askari Ko Yeh Aizaz.
Pisar Hai Mehdi Tu Baba Ali Naqi Jaisa.
Imamat Inn Ke Pisar Ke Pisar Ki Hai Qayam.
Kahan Hai Dosra Dada Ali Naqi Jaisa.
Sharf Mila Hai Ziyarat Ka :SIBT-E-JAFAR: Ko.
Nahi Hai Dosra Qubba Ali Naqi Jaisa.
Poet: :Ustad Sibt-e-Jafar Shaheed:
Imam Ali Naqi AS Manqabat
#ImamAliNaqi
#ManqabatLyrics
#tajpoint
Like TAJPOINT :: Facebook Page :
www.fb.com/tajpointpage
Subscribe TAJPOINT :: Youtube Channel :
www.youtube.com/tajpointpage?sub_confirmation=1
Follow TAJPOINT :: On Twitter :
www.twitter.com/tajpointpage
Visit TAJPOINT :: Official Website :
www.tajpoint.com

Leave a Comment

Ads Blocker Image Powered by Code Help Pro

Ads Blocker Detected!!!

We have detected that you are using extensions to block ads. Please support us by disabling these ads blocker.

Powered By
100% Free SEO Tools - Tool Kits PRO
error: Content is protected !!