Beh Raha Hai Khoon Ka Darya Hasan Sadiq Lyrics In Urdu and Roman Urdu

Beh Raha Hai Khoon Ka Darya Hasan Sadiq Lyrics In Urdu and Roman Urdu

بہہ رہا ہے خوں کا دریا لاشہء شبیرؑ سے

Beh Raha Hai Khoon Ka Darya Lasha-e-Shabeer Se.
Pani Pani Ki Sada Aati Hai Zakhm-e-Teer Se.
Lasha-e-Akbar Para Hai Khon Mein Doba Howa.
Keh Do Wapis Laut Jaein Qasid-e-Humsheer Se.
Karbala Ke Dasht Mein Tha Jurm Pani Mangna.
Ho Gaye Khamosh Asghar Hurmala Ke Teer Se.
Jis Ke Bosay Le Ke Milta Tha Muhammad Ko Sakoon.
Woh Gulu Kata Gaya Hai Aaj Kund Shamsheer Se.
Sar Barehna Ho Gayi Hain Lut Gayi Hain Chadrein.
Jin Ko Dhanpa Tha Nabi Ne Chadar-e-Tatheer Se.
Sham Mein Jao Gi Nangay Sar Mere Marne Ke Baad.
Ho Ke Rukhsat Keh Rahe They Shah-e-Dein Humsheer Se.
Aaye Hain Ahl-e-Haram :GULZAR: Kyun Darbar Mein.
Abid-e-Beemar Hain Jakrey Hoye Zanjeer Se.
Poet: :Gulzar Jafri:
NohaKhowan: :Hasan Sadiq:
Noha Volume: :Hasan Sadiq 2000-01:
#KhoonKaDarya
#NohayLyrics
#tajpoint
Like TAJPOINT :: Facebook Page :
www.fb.com/tajpointpage
Subscribe TAJPOINT :: Youtube Channel :
www.youtube.com/tajpointpage?sub_confirmation=1
Follow TAJPOINT :: On Twitter :
www.twitter.com/tajpointpage
Visit TAJPOINT :: Official Website :
www.tajpoint.com

Leave a Comment

Ads Blocker Image Powered by Code Help Pro

Ads Blocker Detected!!!

We have detected that you are using extensions to block ads. Please support us by disabling these ads blocker.

Powered By
100% Free SEO Tools - Tool Kits PRO
error: Content is protected !!