Naib e Khair Ul Wara Quran Goya Askari Lyrics In Urdu 2023
Naib e Khair Ul Wara Quran Goya Askari.
Terhwaan Hain Mashaf e Natiq Ka Sorah Askari.
Jis Ke Pichey Anbiya Bhi Aaein Gay Parhne Namaz.
Aye Khusha Farzand Hai Woh Aap Hi Ka Askari.
Ta Abad Hai Inn Ke Betay Ki Imamat Dehar Mein.
Qayam-e-Aal-e-Muhammad Ke Hain Baba Askari.
Khaliq-o-Makhlooq Sab Ke Kam Aata Hai Mudam.
Do Jahan Mein Aap Hi Ka Khanwada Askari.
Anbiya-o-Mursaleen Our Das Imamo Ke Amen.
Noor-o-Ismat Our Hidayat Ka Adah Askari.
Khadam-e-Khallaq-e-Aalam Our Makhdoom e Jahan.
Baap Dada Ki Tarha Hain Shah-e-Wala Askari.
Baniyan e Jashan Our :ZAWWAR: Sahib Shukriya.
Behar-e-Midhat :SIBT-E-JAFAR: Ko Bulaya Askari.
Poet: :Ustad Sibt-e-Jafar Zaidi:
Imam Hasan Askari AS Manqabat
#Askari
#ManqabatLyrics
#tajpoint