ٹ کریں -->

Aaye They Jo Dar Jalane Ahmad e Mursal Ke Bad Lyrics In Urdu 2023

Aaye They Jo Dar Jalane Ahmad e Mursal Ke Bad Lyrics In Urdu 2023

Aaye They Jo Dar Jalane Ahmad e Mursal Ke Bad.

Martay They Taziyane Ahmad-e-Mursal Ke Baad.

Pehle Yeh Kehte Rahe Keh Deen Ke Sab Kuch Hain Hum.
Phir Lagay Haq Ko Chupaney Ahmad-e-Mursal Ke Baad.

-->

Jo Kiye Ummat Pe Ahsaan Janti Hai Kainat.
Bhool Gaye Sab Kyun Na Jane Ahmad-e-Mursal Ke Baad.

Khata Tha Jis Ghar Ki Qasmein Khud Khuda-e-Zuljalal.
Aa Gaye Oss Ko Giranay Ahmad-e-Mursal Ke Baad.

Hai Rulaya Iss Qadar Baad Ahmad Kalma Go.
Karb Mein Guzrey Zamane Ahmad-e-Mursal Ke Baad.

Pyar :ASIF: Jo Jatatay They Nabi Ko Ja Baja.
Kho Gaye Phir Woh Dewanay Ahmad-e-Mursal Ke Baad.

Poet: :Asif Muneer Khaki:
Soz: :Shehroz Hussain:

Markazi Matami Sangat Sirat ul Jannah Sialkot

#AhmadeMursalKeBad
#NohayLyrics
#tajpoint

Aaye They Jo Dar Jalane Ahmad e Mursal Ke Bad Lyrics In Urdu 2023 Write Up Poster Image

Aaye They Jo Dar Jalane Ahmad e Mursal Ke Bad Lyrics In Urdu 2023

Video Link

اپنا کلام HD پوسٹر میں بنائیں!

اپنے کلام یا نوحے کا خوبصورت اور معیاری ایچ ڈی (HD) پوسٹر بنانے کے لیے ہمارا فری ٹول استعمال کریں۔

error: Content is protected !!