Lab Par Khusha Naseeb Mere Zikar e Noor Hai Lyrics In Urdu 2024

Lab Par Khusha Naseeb Mere Zikar e Noor Hai Lyrics In Urdu 2024

Lab Par Khusha Naseeb Mere Zikar e Noor Hai

Yeh Manqabat Ke Rang Mein Naat-e-Hazoor Hai.

Kaisay Na Ho Gi Naat Ke Lehjay Mein Manqabat.
Humshakal-e-Mustafa Ka Jahan Mein Zahoor Hai.
Aamad Hai Ibn-e-Fatah-e-Badar-o-Hunain Ki.
Shohrat Issi Khabar Ki Bohat Door Door Hai.
Unwan Sulha Ka Hai Pa Anjam-e-Meer-e-Sham.
Tehreer Sulha Namay Mein Bain Al-Stoor Hai.
Kafi Hai Bas Kitab-e-Khuda Panjtan Hain Kya.
Azhan e Kam Nasab Mein Yehi Tu Fatoor Hai.
Jis Dil Mein Hub-e-Aal-e-Muhammad Na Mil Sakay.
Pehchan Lo Nasab Mein Kharabi Zaror Hai.
Jo Kuch Mila Hai Woh Dar-e-Aal-e-Rasool Se.
Yeh Shayari Diya Howa Kis Ka Shaoor Hai.
:REHAN: Madah Khuwan Ali-o-Batool Hoon.
Qalb-o-Nazar Ko Iss Liye Hasil Saror Hai.
Poet: :Rehan Azmi:
#LabParKhushaNaseeb
#ManqabatLyrics
#tajpoint

Lab Par Khusha Naseeb Mere Zikar e Noor Hai Lyrics In Urdu 2024 Write Up Poster Image

Lab Par Khusha Naseeb Mere Zikar e Noor Hai Lyrics In Urdu 2024

Subscribe TAJPOINT :: Youtube Channel :
error: Content is protected !!