Ya Mazloom Imam Nadeem Sarwar Ali Shanawar Ali Jee Lyrics In Urdu 2026

Ya Mazloom Imam Nadeem Sarwar Ali Shanawar Ali Jee Lyrics In Urdu 2026

Sab Ke Aanso Hain Rawaan.
Sab Ke Lab Par Hai Fogaan.
Aye Dil-e-Ya Fatima Ya Mazloom Imam.

Aslam.
Hussain Jan Hussain Jan Hussain Jan.
Ya Imam.
Hussain Jan Hussain Jan Hussain Jan.
Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussain.
Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussain.

Noha Hai Matam Hai Dil Giriya Kuna Hai.
Har Lamha Har Lab Par Ik Aah-o-Fogaan Hai.
Darya Hai Pani Hai Sab Kuch Tu Rawaan Hai.
Ik Ghar Tha Zahra Ka Ab Ghar Woh Kahan Hai.
Dil-e-Zahra Hai Bara Tanha Hai.
Bara Pyasa Hai Bara Pyasa Hai.

Na Lashkar Na Yawar Na Koi Sahara.
Na Bhai Na Betay Ghar Lut Gaya Sara.
Nezon Mein Taigon Mein Zahra Ka Dulara.
Kis Dil Se Ghurbat Mein Pyaron Ko Pukara.
Kahan Ho Akbar Kahan Ho Asghar.
Sada Do Dilbar Sada Do Dilbar.

Mehshar Ka Manzar Hai Rota Hai Biyabaan.
Sholay Hain Khaimay Hain Our Sham-e-Ghareebaan.
Na Ghazi Na Chadar Zainab Hai Pareshaan.
Behno Ka Bachoon Ka Ab Kaun Nigehbaan.
Hussain Aa Jao Na Ab Tarpao.
Rida Bhi Lao Rida Bhi Lao.

Poet: :Dr Hilal Naqvi, Zafar Abbas Zafar, Nadeem Sarwar:
Noha Khuwan: :Nadeem Sarwar, Ali Shanawar, Ali Jee:
Noha Volume: :Nadeem Sarwar 2026-27:
Composition: :Nadeem Sarwar, Ali Shanawar, Ali Jee:

#YaMazloomImam
#NohayLyrics
#tajpoint

Ya Mazloom Imam Nadeem Sarwar Ali Shanawar Ali Jee Lyrics In Urdu 2026 Write Up Poster Image

Ya Mazloom Imam Nadeem Sarwar Ali Shanawar Ali Jee Lyrics In Urdu 2026
Video Link Ya Mazloom Imam Nadeem Sarwar Ali Shanawar Ali Jee

error: Content is protected !!