Aaj Matam Jo Aam Hai Zainab Lyrics In Urdu 2017
Tere Khutbon Ka Kaam Hai Zainab.
Sorah-e-Noor Jis Ko Kehte Hain.
Teri Chadar Ka Naam Hai Zainab.
Teri Chokhat Pe Sar Jhukane Se.
Hur Aleh ASlaam Hai Zainab.
-->
Tere Baba Ka Jiss Mein Naam Na Ho.
Wo Ibadat Haram Hai Zainab.
Tujh Se Aagay Chale Tu Kaise Chale.
Waqt Tera Ghulam Hai Zainab.
Poet: :Hasnain Akbar:
#AajMatam
#SalamLyrics
#tajpoint
Write Up Aaj Matam Jo Aam Hai Zainab Lyrics In Urdu 2017 Poster Image
Video Link
اپنا کلام HD پوسٹر میں بنائیں!
اپنے کلام یا نوحے کا خوبصورت اور معیاری ایچ ڈی (HD) پوسٹر بنانے کے لیے ہمارا فری ٹول استعمال کریں۔
