Tar Khoon Mein Hoi Haider Ki Jabeen Hasan Sadiq Lyrics Urdu 1998

Tar Khoon Mein Hoi Haider Ki Jabeen Hasan Sadiq Lyrics Urdu 1998

Tar Khoon Mein Hoi Haider Ki Jabeen Hasan Sadiq.

Youn Rote Hain Jibreel-e-Ameen.

Ye Taig Chali Kis Ke Sar Par.
Zakhmi Howay Sajde Mein Haider.
Kyun Hilne Laga Hai Arsh-e-Bareen.

Karti Hai Azaane Wawaila.
Masjid Ka Sehan Hai Farsh-e-Azza.
Haider Ke Laho Se Tar Hai Zameen.

Kyun Roze Dar Pe Zulm Kiya.
Tu Ne Bin-e-Muljim Ye Tu Bata.
Shaq Ho Gayi Kyun Mula Ki Jabeen.

Hasnain Ke Sar Se Saya Utha.
Magmoom Hoi Kabe Ki Fiza.
Marqad Mein Nabi Ko Chain Nahi.

Wo Shah-e-Arab Wo Shair-e-Khuda.
Wo Nafas-e-Nabi WO Dast-e-Khuda.
Kyun Taig Chalai Dushman-e-Deein.

Zainab Pe Yateemi Chayi Hai.
Masjid Se Khabar Ye Ayi Hai.
Lo Qatal HOwa Kabe Ka Makeen.

Abbas Tarap Kar Rote Hain.
Rukhsat Mere Mula Hote Hain.
Gir Jaye Na Falak Phat Kar Na Kahin.

:REHAN: Bichao Farsh-e-Azza.
Ghar Ghar Se Uthe Matam Ki Sada.
iss Gham Ki Kissi Ko Taab Nahi.

Poet: :Rehan Azmi:
Noha Khuwan: :Hassan Sadiq:
Noha Volume: :Hassan Sadiq 1998-99:

21 Ramzan Shahdat Hazrat Ali Noha.

#HaiderKiJabeen
#NohayLyrics
#tajpoint

Tar Khoon Mein Hoi Haider Ki Jabeen Hasan Sadiq Lyrics Urdu 1998 Write Up Poster Image

Tar Khoon Mein Hoi Haider Ki Jabeen Hasan Sadiq Lyrics Urdu 1998

Video Link
Ads Blocker Image Powered by Code Help Pro

Ads Blocker Detected!!!

We have detected that you are using extensions to block ads. Please support us by disabling these ads blocker.

Powered By
100% Free SEO Tools - Tool Kits PRO
error: Content is protected !!