Teroon Ki Barishion Mein Janaza Hasan Ka Hai Lyrics In Urdu and Roman Urdu

Teroon Ki Barishion Mein Janaza Hasan Ka Hai Lyrics In Urdu and Roman Urdu

تیروں کی بارشوں مِیں جنازہ حسنؑ کا ہے

Tar Khoon Mein Kafan Logo Shah-e-Aman(A.S) Ka Hai.

Roza-e-Mustafa(SAWW) Pe Kyun Pehre Hain Lagaye.
Shabir(A.S) Ro Rahe Hain Roze Pe Sir Jhukaye.
Jageer Ka Nahi Yeh Masla Kafan Ka Hai.
Qasim(A.S) Yateem Kar Ke Tujh Ko Mila Kya Jodha(L).
Bhai Hamara Zalim Tu Ne Kya Maar Dala.
Ye Bain Tu Hassan(A.S) Ki Har Ik Behan Ka Hai.
Gash Kar Rahi Hai Farwa(S.A) Zainab(S.A) Ka Munh Pe Matam.
Kalsoom(S.A) Ro Rahi Hai Seene Lagaye Qasim(A.S).
Manzar Ye Fatima(S.A) ke Ujray Sehan Ka Hai.
Ghar Loat Ke Janaza Sabaz-e-Qaba(A.S) Ka Aya.
Arsh-e-Barin Bhi Roya Our Farsh Thar Tharaya.
Roya Qabar Mein Logo Nana(SAWW) Hassan(A.S) Ka Hai.
Hota Hai Jab Baraamad Taboot Mujtaba(A.S) Ka.
Aati Hain Karti Matam Wahan Meri Dadi Zahra(S.A).
Farman Tu Ye “Johar” Mula Zaman(A.S) Ka Hai.
Poet: :Asif Johar:
Noha Khuwan: :Tariq Butt:
Noha Volume: :Tariq Butt 2010-11:
#NohayLyrics
#tajpoint
Like TAJPOINT :: Facebook Page :
www.fb.com/tajpointpage
Subscribe TAJPOINT :: Youtube Channel :
www.youtube.com/tajpointpage?sub_confirmation=1
Follow TAJPOINT :: On Twitter :
www.twitter.com/tajpointpage
Visit TAJPOINT :: Official Website :
www.tajpoint.com

Leave a Comment

Ads Blocker Image Powered by Code Help Pro

Ads Blocker Detected!!!

We have detected that you are using extensions to block ads. Please support us by disabling these ads blocker.

Powered By
Best Wordpress Adblock Detecting Plugin | CHP Adblock
error: Content is protected !!