Hum Azadar-e-Hussaini Jiss Jagah Bhi Jaein Gaye Lyrics In Urdu and Roman Urdu
ہم عزادارِ حُسینیؑ جس جگہ بھی جائیں گے
Ghar Pe Apne Parcham-e-Abbas Ko Lehraein Gaye.
Sham Ki Tareekaan Barhne Na Dein Gaye Hum Kabhi.
Khoon Ke Roshan Diyon Se Roshani Pehlaein Gaye.
Ab Aseer-e-Karbala Ki Beriyaan Tu Kat Chukein.
Ab Yazeed-e-Waqt Ko Hum Beriyaan Pehnaein Gaye.
Saye Mein Hoon Gaye Alam Ke Rooz-e-Mehshar Matami.
Youn Azadaron Pe Mula Khud Karam Farmaein Gaye.
Muntaqim Karb-o-Bala Ka Aaye Ga Jab Dahar Mein.
Matami Shabir Ke Dono Jahan Par Chahein Gaye.
Jab :WAJHI: Parh Kar Sunaein Gaye Hussain Manqabat.
Khuld Wale Bhi Samaat Ko Yahan Par Aaein Gaye.
Tum Tu :AKHTAR: Manqabat,Noha Likho Yeh Soch Kar.
Apne Roze Par Tumhein Shabir Khud Bulwaein Gaye.
Poet: :Faheem Akhtar:
Manqabat Khuwan: :Syed Wajhi Hasan Zaidi:
Manqabat Volume: :Syed Wajhi Hasan Zaidi 2007-08:
#HumAzadareHussaini
#ManqabatLyrics
#tajpoint