Jafar Ne Lahu Ugla Hoi Surkh Qaba Hai Lyrics In Urdu and Roman Urdu

Jafar Ne Lahu Ugla Hoi Surkh Qaba Hai Lyrics In Urdu and Roman Urdu

جعفرؑ نے لہو اُگلا ہوئی سُرخ قبا ہے

Haye Zakhm-e-Dil-e-Zahra Hara Phir Se Howa Hai.

Kat Kat Ke  Jigar Dahan Mein Mula Ka Hai Aaya.
Sadiq Ko Sadaqat Ka Sila Zehar Mila Hai.
Mansoor(L) Ko Wirsay Mein Mili Zulm Ki Taufeeq.
Mazloom Ko Hisay Mein Faqat Karb-o-Bala Hai.
Chadar Mein Gala Bandh Ke Darbar Bulaya.
Baqir Ka Pisar Waqt Ka Sajjad Bana Hai.
Darbar Mein Yaad Aate Rahe Sham Ke Manzar.
Abid Ki Ghareebi Pe Lahu Rota Raha Hai.
Hai Khak Basar Chak Giraybaan Jo Kazim.
Syedanio Ke Sar Pe Yateemi Ki Rida Hai.
Ik Baar Hai Phir Ghar Mein Nabi Zadi Ke Matam.
Ik Our Janaza Sar-e-Dehleez Rakha Hai.
Zahra Ke Chaman Lutne Ka Gham Paya Hai :SAFDAR:.
Matam Ke Siwa Dahar Mein Kya Baqi Bacha Hai.
Poet: :Safdar Abbas Tabraizi:
Noha Khuwan: :Musafira-e-Sham Party:
15 Shawal 1439 Hijri 30 June 2018 
Shahdat Imam Jafar Sadiq Noha New Noha
#JafarNeLahuUgla
#NohayLyrics
#tajpoint
Like TAJPOINT :: Facebook Page :
www.fb.com/tajpointpage
Subscribe TAJPOINT :: Youtube Channel :
www.youtube.com/tajpointpage?sub_confirmation=1
Follow TAJPOINT :: On Twitter :
www.twitter.com/tajpointpage
Visit TAJPOINT :: Official Website :
www.tajpoint.com

Leave a Comment

Ads Blocker Image Powered by Code Help Pro

Ads Blocker Detected!!!

We have detected that you are using extensions to block ads. Please support us by disabling these ads blocker.

Powered By
Best Wordpress Adblock Detecting Plugin | CHP Adblock
error: Content is protected !!