Akbar Ki Yaad Aaye Gi Jab Bhi Azan Ho Gi Lyrics In Urdu and Roman Urdu

Akbar Ki Yaad Aaye Gi Jab Bhi Azan Ho Gi Lyrics In Urdu and Roman Urdu

اکبرؑ کی یاد آئے گی جب بھی اذان ہو گی

Aankhein Laho Bahaein Gi Jab Bhi Azan Ho Gi.

Zindaan Mein Dil Sakina Baradar Ki Yaad Mein.
Our Sughra Baam-o-Dar Pe Akbar Ki Yaad Mein.
Ik Shama Woh Jalaye Gi Jab Bhi Azan Ho Gi.
Bazar Mein Darbar Mein Zainab Ko Sakina Ko.
Akbar Tumhare Bad Sar-e-Sham Hai Laila Ko.
Chadar Ki Yaad Aaye Gi Jab Bhi Azan Ho Gi.
Iss Rah-e-Sham Mein Tu Koi Aasra Nahi.
Zainab Ko Oss Ka Gham Hai Keh Sar Par Rida Nahi.
Sar Kis Tarha Chupaye Gi Jab Bhi Azan Ho Gi.
Dunya Mein Koi Aisi Azaan Phir Na Hoi.
Akbar Azan Aakhri Maqtal Mein Tum Ne Di.
Dunya Na Bhol Paye Gi Jab Bhi Azan Ho Gi.
Ik Maa Jo Apne Lal Ko Roti Rahi Sada.
Tum Bhi :ASAD: Osse Zarah Mehshar Mein Dekhna.
Noha Woh Yeh Sunaye Gi Jab Bhi Azan Ho Gi.
Poet: :Asad Azmi:
NohaKhuwan: :Murtaza Jafri:
Noha Volume: :Murtaza Jafri 2018-19:
#JabBhiAzanHoGi
#NohayLyrics
#tajpoint
Like TAJPOINT :: Facebook Page :
www.fb.com/tajpointpage
Subscribe TAJPOINT :: Youtube Channel :
www.youtube.com/tajpointpage?sub_confirmation=1
Follow TAJPOINT :: On Twitter :
www.twitter.com/tajpointpage
Visit TAJPOINT :: Official Website :
www.tajpoint.com

Leave a Comment

Ads Blocker Image Powered by Code Help Pro

Ads Blocker Detected!!!

We have detected that you are using extensions to block ads. Please support us by disabling these ads blocker.

Powered By
Best Wordpress Adblock Detecting Plugin | CHP Adblock
error: Content is protected !!