Gulshan e Aal e Payamber Mein Khizaan Aane Ko Hai Lyrics In Urdu and Roman Urdu
گلشنِ آلِؑ پیمبر میں خزاں آنے کو ہے
Haidar-o-Safdar Ja Saya Sar Se Uth Jane Ko Hai.
Aaj Zainab(SA) Ko Nazar Aane Laga Bazar-e-Sham.
Fatima(SA) Kya Phir Kissi Darbar Mein Jane Ko Hai.
Zainab-o-Kulsoom(SA) Rakhna Hosle Apne Buland.
Aaj Phir Koi Qayamat Ki Khabar Aane Ko Hai.
Jab Giray Ghore Se Ghazi(AS) Tu Sakin(SA) Ne Kaha.
Dur Mere Our Chadar-e-Tatheer Chin Jane Ko Hai.
Nanay Nanay Bazuon Mein Daal Kar Choti Si Mashk.
Shair-e-Haq Abbas(AS) Ki Kuch Shan Dikhane Ko Hai.
Aaj Ki Shab Roza-e-Khatam-e-Rasul(SAWW) Hil Jaye Ga.
Ibn-e-Muljim Aaj Kuch Aisa Ghazab Dhane Ko Hai.
Zainab-o-Kulsom(SA) Ko Seene Se Kar Lo Ab Juda.
Baap Ke Chehre Ki Rangat Ab Badal Jane Ko Hai.
Chah Gayi Hai Kyun Udasi Shabar-o-Shabir(AS) Par.
Saaf Zahir Hai Yateemi Sar Pe Chah Jane Ko Hai.
Karbala Walon Ki Shayad Tashnagi Ka Hai Khiyal.
Saqi-e-Kausar Zara Pehle Chale Jane Ko Hai.
Ta Qayamat Khoon Roye Gi Zameen-e-Karbala.
Zulm Ki Kali Ghata Woh Sar Pe Chah Jane Ko Hai.
Poet: ::
Noha Khuwan: :Syed Wajhi Hasan Zaidi:
Noha Volume: :Syed Wajhi Hasan Zaidi 2014-15:
Like TAJPOINT :: Facebook Page :
www.fb.com/tajpointpage
Subscribe TAJPOINT :: Youtube Channel :
www.youtube.com/tajpointpage
Follow TAJPOINT :: On Twitter :
www.twitter.com/tajpointpage
Visit TAJPOINT :: Official Website :
www.tajpoint.com