Ali Maula Banaya Ja Raha Hai Lyrics In Urdu 2019
Ali Maula Banaya Ja Raha Hai.
Maidan-e-Khum Sajaya Ja Raha Hai.
Aqeeda Jo Nahi Rakhtey Hain Unko.
Khuda Ka Hath Dikhaya Ja Raha Hai.
-->
Munfiq Jal Raha Hai Our Momin.
Khushi Se Mukuraya Ja Raha Hai.
Nabi Ka Qaul Hai Man Kuntu Maula.
Nahi Khud Se Bataya Ja Raha Hai.
Ghadeer-e-Khum Ka Yeh Manzar Haseen Hai.
Munafiqon Ko Jalaya Ja Raha Hai.
Munafiq Waan Nahi Bethey Jahan Par.
Ghadeer-e-Khum Sunaya Ja Raha Hai.
Faqat Yeh Eid Manatay Hain Halali.
Yeh Mufti Ko Bataya Ja Raha Hai.
Iss Eid Par :DILAWAR: Khush Nahi Jo.
Harami Woh Kehlaya Ja Raha Hai.
Poet: :Dilawar Abbas:
#GhadeerManqabat
#ManqabatLyrics
#tajpoint
Ali Maula Banaya Ja Raha Hai Lyrics In Urdu 2019 Write Up Poster Image
Subscribe TAJPOINT :: Youtube Channel :
اپنا کلام HD پوسٹر میں بنائیں!
اپنے کلام یا نوحے کا خوبصورت اور معیاری ایچ ڈی (HD) پوسٹر بنانے کے لیے ہمارا فری ٹول استعمال کریں۔
