Kya Ummat-e-Ahmad Mein Musalman Koi Hai Lyrics In Urdu and Roman Urdu
کیا اُمّتِ احمدؐ مِیں مسلمان کوئی ہے
Kyun Fatima Haq Apna Yeh Phir Mang Rahi Hai.
Kuch Pas Na Rakha Jo Sand Layi Thi Zahra.
Woh Dast-e-Nabi Ki Hi Bhala Likhi Hoi Hai.
Aanso Tere Rukhsar Pe Kiya Dekh Ke Bolay.
Zahra Tere Pichey Khara Majboor Ali Hai.
Detey Hoye Youn Ghusal Ali Cheekh Ke Roye.
Zakhmo Ke Nishaan Mujh Se Chupati Kyun Rahi Hai.
Gham Itnay Uthaye Hain Keh Baloon Mein Safaidi.
Atharah Baras Mein Hi Nazar Aane Lagi Hai.
Hasnain Ne Khushbo Jonhi Madar Ki Na Payi.
Rotay Howay Kehtey Hain Keh Amma Ki Kami Hai.
Tanha Nabi Zadi Pe Sitam Karb-o-Bala Sa.
Asghar Ki Shahadat Bhi Tu Mohsin Se Juri Hai
Jaisay Hi Ghaseeta Gaya Rasi Se Ali Ko.
Zahra Ossi Toti Hoi Pasli Mein Khari Hai.
Jis Hath Ko Choma Hai :HASAN: Khud Se Nabi Ne.
Ummat Ossi Bibi Pe Sitam Dhaney Lagi Hai.
Poet: :Sabeeh Hasan Zaidi:
Noha Khuwan: :Sabeeh Hasan Zaidi:
Composition: :Sabeeh Hasan Zaidi:
Noha Volume: :Syed Wajhi Hasan Zaidi
2019-20:
2019-20:
#AyyamEFatimiya
#NohayLyrics
#tajpoint
Like TAJPOINT :: Facebook Page :
www.fb.com/tajpointpage
Subscribe TAJPOINT :: Youtube Channel :
www.youtube.com/tajpointpage?sub_confirmation=1
Follow TAJPOINT :: On Twitter :
www.twitter.com/tajpointpage
Visit TAJPOINT :: Official Website :
www.tajpoint.com