Kafir Howa Dunya Ka Musalman Ali Ka Ammar Yasir Magsi Lyrics In Urdu 2023
Kafir Howa Dunya Ka Musalman Ali AS Ka Ammar Yasir Magsi.
Ahsan Ali Ka Hai Yeh Ahsan Ali Ka.
Juzdan Ki Manind Hai Gar Qalb-e-Muhammad.
Juzdan Hai Quran Ka, Quran Ali Ka.
ALLAH Ne Banaya Hai Mujhe Khak-e-Najaf Se.
Insan Hoon Main Our Hoon Insan Ali Ka.
Dawa Hai Basad Naaz Ana Abdo Muhammad.
Hai Naat Muhammad Ki Yeh Ayelan Ali Ka.
Milna Ho Tu Kar Leta Hoon Bismillah Tilawat.
:AMMAR: Pata Kitna Hai Aasan Ali Ka.
Poet: :Ammar Yasir Magsi:
#MusalmanAliKa
#ManqabatLyrics
#tajpoint