Dekhiye Yeh Naznee Sab Se Juda Hai Ke Nahi Lyrics In Urdu and Roman Urdu

Dekhiye Yeh Naznee Sab Se Juda Hai Ke Nahi Lyrics In Urdu and Roman Urdu

دیکھیے یہ نازنیں سب سے جدا ہے کہ نہیں 

Abbas Masjood-e-Haya Ain-e-Wafa Hai Keh Nahi.
Wahdat-e-Masjood-e-Ismat Ne Kabhi Mangi Thi Jo.
Oss Dua-e-Pak Ki Bolo Jaza Hai Keh Nahi.
Kun Pe Qabiz Ho Ke Bhi Khamosh Hai Yeh Bawafa.
Azam-o-Istaqlal Ka Yeh Muqtada Hai Keh Nahi.
Parhta Aaya Hai Zameen Tak Yeh Bhi ALLAH Ka Kalam.
Yeh Mujasam Mazhar-e-Innama Hai Keh Nahi.
Jo Pochna Hai Poch Lo Shair-e-Jali Ke Lal Se.
Iss Ke Lehjay Mein Saloni Ki Sada Hai Keh Nahi.
Meri Hasrat Thi Keh Iss Ko Palta Main Arsh Pe.
Fakhar-e-Esa Yeh Haseen Mojaz Numa Hai Keh Nahi.
Mar Walay Aankh Se Hi Dushman-e-Shabeer Ko.
Iss Ke Hathoon Mein Chuphi Unn Ki Qaza Hai Keh Nahi.
Mere Ghar Mein Kar Rahi Hain Ismatein Iss Ka Tawaf.
Hashar Tak Mamnon Iss Ki Har Rida Hai Keh Nahi.
Parcham-e-Abbas Ke Saye Mein Aa Ke Mangna.
Phir Batana Iss Ka Alam Mushkil Kusha Hai Keh Nahi.
Lafz Yeh Khairat Mein :AZHAR: Ko Miltay Hain Sabhi.
Hai Kaun Kehta Iss Pe Ghazi Ki Atta Hai Keh Nahi.
Poet: :Azhar Abbas:
#ManqabatLyrics
#tajpoint
Like TAJPOINT :: Facebook Page :
www.fb.com/tajpointpage
Subscribe TAJPOINT :: Youtube Channel :
www.youtube.com/tajpointpage?sub_confirmation=1
Follow TAJPOINT :: On Twitter :
www.twitter.com/tajpointpage
Visit TAJPOINT :: Official Website :
www.tajpoint.com

Leave a Comment

Ads Blocker Image Powered by Code Help Pro

Ads Blocker Detected!!!

We have detected that you are using extensions to block ads. Please support us by disabling these ads blocker.

Powered By
Best Wordpress Adblock Detecting Plugin | CHP Adblock
error: Content is protected !!