Teeron Ki Zad Mein Aa Gaya Zahra Ka Gulbadan Lyrics In Urdu 1999
Teeron Ki Zad Mein Aa Gaya Zahra Ka Gulbadan.
Sarmaya-e-Rasool Hai Shehzada-e-Aman.
Poshaak Jis Ki Khuld Se Laye They Jibraeel.
Ab Oss Ke Hai Badan Pe Zakhmo Ka Pairhan.
Barsay Hain Teer Itnay Lash-e-Hasan Pe Youn.
Rangeen Hai Lahu Mein Masmoom Ka Kafan.
Koi Mustafa Se Iss Ko Kaisay Juda Karey.
Mumkin Nahi Juz Oss Ke Takmeel-e-Panjtan.
Ik Tu Hi Tu Hasan Ka Nokar Nahi :AMEER:.
Har Mard-e-Bawafa Ka Sardar Hai Hasan.
Poet: :Syed Shah Ameer Hussain Mashhadi:
Noha Khuwaan: :Hasan Sadiq:
Noha Volume: :Hasan Sadiq 1999-2000:
Composition: :Hasan Sadiq:
#NohayLyrics
#tajpoint