Jab Koi Dua Our Na Dawa Kaam Karey Gi Lyrics In Urdu and Roman Urdu

Jab Koi Dua Our Na Dawa Kaam Karey Gi Lyrics In Urdu and Roman Urdu

جب کوئی دُعا اور نہ دوا کام کرے گی

Abbas Ke Parcham Ki Howa Kam Karey Gi.

Aksar Yeh Ali Kehte They Ghazi Ko Utha Kar.
Zahra Ki Dua Sab Se Juda Kam Karey Gi.
Ab Chand Ka Kiya Kam Raha Ghar Mein Ali Ke.
Mah-e-Bani Hashim Ki Zia Kam Karey Gi.
Khud Dein Gay Shehanshah-e-Wafa Oss Ko Salami.
Kuch Iss Tarha Fizza Ki Wafa Kam Karey Gi.
Shabeer Ke Rozay Se Kafan Le Ke Chala Hoon.
Ab Meri Hifazat Ka Qaza Kam Karey Gi.
Phir Bhi Nahi Utray Ga Khadija Tera Qarza.
Din Raat Bhi Gar Khalq-e-Khuda Kam Karey Gi.
Shabeer Ka Sar Hai Yeh Kahin Jhuk Nahi Sakta.
Naizay Ki Anni Par Bhi Ana Kam Karey Gi.
Yeh Hazari-e-Hazrat-e-Abbas Hai :SAJJAD:.
Qismat Se Zyada Yeh Giza Kam Karey Gi.
Poet: :Mir Sajjad Mir:
Manqabat Khuwan: :Mir Hasan Mir:
Manqabat Volume: :Mir Hasan Mir 2012-13:
#JabKoiDuaOurNaDawaKaamKareyGi
#ManqabatLyrics
#tajpoint
Like TAJPOINT :: Facebook Page :
www.fb.com/tajpointpage
Subscribe TAJPOINT :: Youtube Channel :
www.youtube.com/tajpointpage?sub_confirmation=1
Follow TAJPOINT :: On Twitter :
www.twitter.com/tajpointpage
Visit TAJPOINT :: Official Website :
www.tajpoint.com

Leave a Comment

Ads Blocker Image Powered by Code Help Pro

Ads Blocker Detected!!!

We have detected that you are using extensions to block ads. Please support us by disabling these ads blocker.

Powered By
100% Free SEO Tools - Tool Kits PRO
error: Content is protected !!