Jab Kabhi Pani Haram Ke Rubaru Abuzar Jaffri Lyrics In Urdu and Roman Urdu
جب کبھی پانی حرم کے رُوبرو لایا گیا
Jab Kabhi Pani Haram Ke Robaru Laya Gaya.
Gash Mein Paihum Madar-e-Be Sheer Ko Paya Gaya.
Naizay Walay Ik Shaqi Ne Khainch Li Turbat Se Lash.
Ran Mein Phir Se Be Zabaan Ka Qatal Duhraya Gaya.
Mar Gaye Bhai Sakina Ke Tamachay Bhi Lagay.
Chaar Hi Barson Mein Sar Se Baap Ka Saya Gaya.
Tauq Gardan Mein Raha Zanjeer Paon Mein Rahi.
Pusht Par Beemar Ke Kora Bhi Barsaya Gaya.
Ran Mein Girtay Our Sanbhaltay Thokarein Khatay Hoye.
Shah Se Lash-e-Pisar Pe Kis Tarha Aaya Gaya.
Aa Sakay Khaimon Mein Lashay Aik Ik Kar Ke Sabhi.
Haan Magar Ik Lasha-e-Abbas Na Laya Gaya.
Karam Shah-e-Karbala Ka Bheek Nohay Ki Mili.
Jab Kabhi :EESAAR: Se Daman Ko Phailaya Gaya.
Poet: :Shabir Eesaar:
Noha Khuwan: :Abuzar Jaffri:
Noha Volume: :Abuzar Jaffri 2021-22:
Composition: :Akbar Abbas:
#JabKabhiPaniHaramKeRubaru
#NohayLyrics
#tajpoint
Like TAJPOINT :: Facebook Page :
www.fb.com/tajpointpage
Subscribe TAJPOINT :: Youtube Channel :
www.youtube.com/tajpointpage?sub_confirmation=1
Follow TAJPOINT :: On Twitter :
www.twitter.com/tajpointpage
Visit TAJPOINT :: Official Website :
www.tajpoint.com