Chal Diye Akbar Jawan Abuzar Jaffri Lyrics In Urdu and Roman Urdu
چھوڑ کر صغریٰؑ کو ہائے چل دیئے اکبرؑ جواں
Chor Kar Sughra Ko Haye Chal Diye Akbar Jawaan.
Khud Ujarta Dekhti Hai Sughra Apna Yeh Jahan.
Haye Dekho Iss Qaza Ko Kis Taraf Ab Jaye Gi.
Yeh Khari Hai Aik Bhai Our Behan Ke Darmiyaan.
Qatil-e-Akbar Na Akbar Ka Kaleja Cheer Tu.
Iss Kalejay Par Paray Hain Hijray Sughra Ke Nishaan.
Ab Se Sughra Bhi Jiye Gi Haye Akbar Ke Beghair.
Jis Tarha Athra Baras Se Jee Rahi Hai Aik Maa.
Baap Ka Soona Sehan Hai Ashk-e-Sughra Se Aabad.
Khon-e-Akbar Se Basi Hai Jis Tarha Se Nainwaan.
:JOUN: Pursa e Ali Akbar Ho Iss Tarha Ada.
Main Kahon Akbar Tu Aankhon Se Ho Mere Khoon Rawaan.
Poet: :Syed Joun Shah:
Noha Khuwan: :Abuzar Jaffri:
Noha Volume: :Abuzar Jaffri 2023-24:
Composition: :Abuzar Jaffri:
#ChalDiyeAkbarJawan
#NohayLyrics
#tajpoint
Like TAJPOINT :: Facebook Page :
www.fb.com/tajpointpage
Subscribe TAJPOINT :: Youtube Channel :
www.youtube.com/tajpointpage?sub_confirmation=1
Follow TAJPOINT :: On Twitter :
www.twitter.com/tajpointpage
Visit TAJPOINT :: Official Website :
www.tajpoint.com