A Gaya Shaban Kazmi Brothers Lyrics In Urdu and Roman Urdu
آ گیا شعبان
Khushiyaan Manao Narey Lagao Rab Ne Kiya Ahsan.
Le Kar Khush Qismat Daman Mein Ismat Ke Quran.
Nabiyon Waliyon Ka Sar Khum Hai Yani Yeh Shaban-e-Yakam Hai.
Mohsin Rab Par Aliya Karne Aayi Hain Ahsan.
Ummat-e-Muslima Jane Sari Kalma Hai Pehchan Hamari.
Teen Shaban Ko Rab Ne Bheji Kalmay Ki Pehchan.
Haider Ke Akas Ki Aamad Chaar Ko Hai Abbas Ki Aamad.
Aaya Hai Toheed-e-Khuda Ke Pardon Ka Nigran.
Lo Shaban Ki Saat Hai Aayi Sift Se Milney Zaat Hai Aayi.
Dekhney Apna Husan Hasan Ke Ghar Aaya Yazdan.
Utari Hai Tasveer-e-Payamber Husan Bhi Bola ALLAHo Akbar.
Husan-e-Yousuf Ki Khaliq Hai Akbar Ki Muskaan.
Pak Hussain Our Ghazi Aaye Qasim-o-Akbar, Mehdi Aaye.
Dheray Dheray Utari Sorat Sorah Aal-e-Imran.
Poet: :Imran Jatki:
Manqabat Khuwan: :Kazmi Brothers:
Manqabat Volume: :Kazmi Brothers 2021-22:
Composition: :Shafqat Mohsin Kazmi:
#AGayaShaban
#ManqabatLyrics
#tajpoint
Like TAJPOINT :: Facebook Page :
www.fb.com/tajpointpage
Subscribe TAJPOINT :: Youtube Channel :
www.youtube.com/tajpointpage?sub_confirmation=1
Follow TAJPOINT :: On Twitter :
www.twitter.com/tajpointpage
Visit TAJPOINT :: Official Website :
www.tajpoint.com