Ali Asadullah Nadeem Sarwar Lyrics In Urdu 2014
Ali Asadullah Nadeem Sarwar Lyrics
Waris-e-Taig-o-Alam Baab-e-Sharf.
Taj-e-Wahdat Ke Liye Dur-e-Najaf.
Gohar-e-Nehj-e-Balaga Ka Sadaf.
Jalwah-e-Foaj-e-Khuda Waqt-e-Sahar.
Ha Aliyun Basharun Kaifa Bashar.
Ali Asadullah Ali Waliullah.
Saqi-e-Kaun-o-Makan Qibla-e-Jaan.
Qasim-e-Ilm-o-Adab Naar-o-Jinna.
Sahib-e-Loh-o-Qalam Roh-e-Rawaan.
Mashal-e-Noor-e-Rukhaan Shams-o-Qamar.
Ha Aliyun Basharun Kaifa Bashar.
Ali Asadullah Ali Waliullah.
Hamil-e-Qudrat-e-Qum Be Izni.
Kul-e-Eman Iradoon Ka Dhani.
Oss Ke Jaisa Na Sakhi Our Ghani.
Khak-e-Nalain-e-Ali Dur-o-Gohar.
Ha Aliyun Basharun Kaifa Bashar.
Ali Asadullah Ali Waliullah.
Hasti-e-Haider-e-Karrar Khuda Ka Lashkar.
Paich Amamay Ke Aflak-o-Zameen Ka Chakar.
Rasta Khuld Ka Hai Jaye Namaz-e-Haider.
Maskan-e-Haider-e-Karrar Hai ALLAH Ka Ghar.
Nashir-e-Fuztu Berab Al-Kaba.
Yeh Zameen Jis Ka Nishan-e-Sajdah.
Jis Ka Saya Nahi Oss Ka Saya.
Rabbahu Feehay Tajala-o-Zahar.
Ha Aliyun Basharun Kaifa Bashar.
Ali Asadullah Ali Waliullah.
Paye Haider Se Jo Mas Rah Ka Pathar Hoga.
Sang Woh Dur-e-Najaf Sorat-e-Gohar Hoga.
Aisa Gohar Jo Kabhi Meesum-o-Qanbar Hoga.
Our Kabhi Sorat-e-Salman-o-Abuzar Hoga.
Ishq-e-Haider Ba Khuda Lutaf-e-Khuda.
Sahib-e-Zarf Ko Hota Hai Atta.
Ishq-e-Haider Mein Ibadat Ka Maza.
Jis Ke Madah Sabhi Barg-o-Shajar.
Ha Aliyun Basharun Kaifa Bashar.
Ali Asadullah Ali Waliullah.
Khoob Haider Ne Piya Jam-e-Qaza.
Apne Qatil Ko Jaga Kar Yeh Kaha.
Kam Kar Dushman-e-Rab-e-Kaba.
ALLAH ALLAH Ali Ka Yeh Jigar.
Ha Aliyun Basharun Kaifa Bashar.
Ali Asadullah Ali Waliullah.
Alam-e-Karb Hai Tanhai Teri.
Karbala Kha Gayi Binayi Teri.
Tere Bachoon Mein Thi Danai Teri.
Utra Maidaan Mein Yeh Keh Kar Akbar.
Ha Aliyun Basharun Kaifa Bashar.
Ali Asadullah Ali Waliullah.
Fikar-e-:REHAN:-o-Nadeem-e-:SARWAR:.
Hai Dua-e-Dil-e-Zahra Ka Asar.
Barsar-e-Farsh-e-Azza Ya Haider.
Le Ke Mojood Hain Tere Nokar.
Ha Aliyun Basharun Kaifa Bashar.
Ali Asadullah Ali Waliullah.
Poet: :Rehan Azmi:
Noha Khuwan: :Nadeem Sarwar:
Noha Volume: :Nadeem Sarwar 2013-14:
#AliAsadullah
#NohayLyrics
#tajpoint