Aashoor Ki Sehar Hai Akbar Ki Azaan Hai Hasan Sadiq Lyrics Urdu 2003

Aashoor Ki Sehar Hai Akbar Ki Azaan Hai Hasan Sadiq Lyrics Urdu 2003

Aashoor Ki Sehar Hai Akbar Ki Azaan Hai Hasan Sadiq.

Shabeer Ke Lashkar Mein Ik Shor-e-Fogaan Hai.

Saf Basta Ghazi Hain Maula Ki Amanat Mein.
Ansar-e-Sheh-e-Dein Hain Masroof Ibadat Mein.
Sajday Mein Dua Karti Akbar Teri Maa Hai.

Kya Soag Ka Aalam Tha Shabeer Ke Lashkar Mein.
Maa Kehti Thi Laon Gi Akbar Ki Dulhan Ghar Mein.
Maloom Na Tha Inn Ki Qismat Mein Sina Hai.

Aawaz-e-Azaan Pohanchi Jis Waqt Madine Mein.
Sughra Ne Kaha Koi Hasrat Nahi Seene Mein.
Mujhe Itna Yeh Bata De Bhai Tu Kahan Hai.

Dam Tortay Akbar Ne Baba Se Kaha Ro Kar.
Sughra Ko Bata Dena Sehra Na Bandha Sar Par.
Barchi Hai Kalejay Mein Our Khushk Zabaan Hai.

Zainab Ke Yeh Nalay They Lash-e-Ali Akbar Par.
Atharah Baras Main Ne Pala Tha Tujhe Akbar.
Main Dhop Mein Bethi Hoon Our Ashk Rawaan Hai.

Poet: :Rehan Azmi:
Noha Khowan: :Hasan Sadiq:
Noha Volume: :Hasan Sadiq 2002-03:

#AkbarKiAzaanHai
#NohayLyrics
#tajpoint

Aashoor Ki Sehar Hai Akbar Ki Azaan Hai Hasan Sadiq Lyrics Urdu 2003 Write Up Poster Image

Aashoor Ki Sehar Hai Akbar Ki Azaan Hai Hasan Sadiq Lyrics Urdu 2003

Video Link
Ads Blocker Image Powered by Code Help Pro

Ads Blocker Detected!!!

We have detected that you are using extensions to block ads. Please support us by disabling these ads blocker.

Powered By
Best Wordpress Adblock Detecting Plugin | CHP Adblock
error: Content is protected !!