Ik Areza Jo Unhein Sorat-e-Midhat Likha Lyrics In Urdu 2023
Ik Areza Jo Unhein Sorat-e-Midhat Likha.
Aik Ik Harf Ko Az Roye Muhabbat Likha.
Shart Yeh Thi Keh Shariyat Ki Zabaan Mein Likhon.
Bas Yehi Soch Ke ALLAH Ki Hujjat Likha.
-->
Jab Kabhi Aap Ki Aamad Ki Khabar Dil Ko Mili.
Hum Ne Oss Lamhey Ko Lamhat e Qayamat Likha.
Aap Aa Jaein Tu Badlay Yeh Nizam-e-Hasti.
Hum Ne Iss Baat Ko Har Saal Ba Shiddat Likha.
Kabhi Qayam Kabhi Mehdi Bhi Maula Aaqa.
Wasf Ko Inn Ke Sada Hasb-e-Zarorat Likha.
Poet: :Rehan Azmi:
15 Shaban Imam Muhammad Mehdi AS Manqabat
#IkAreza
#ManqabatLyrics
#tajpoint
Ik Areza Jo Unhein Sorat-e-Midhat Likha Lyrics In Urdu 2023 Write Up Poster Image
Subscribe TAJPOINT :: Youtube Channel :
اپنا کلام HD پوسٹر میں بنائیں!
اپنے کلام یا نوحے کا خوبصورت اور معیاری ایچ ڈی (HD) پوسٹر بنانے کے لیے ہمارا فری ٹول استعمال کریں۔
