Jab Kar Chukey Jahan Se Safar Aakhri Rasool Lyrics In Urdu and Roman Urdu

Jab Kar Chukey Jahan Se Safar Aakhri Rasool Lyrics In Urdu and Roman Urdu

جب کر چُکے جہاں سے سفر آخری رسولؐ

Badli Hawa Keh Deen Ke Badlay Gaye Usool.

Samjhay Na Baat Sarway Chaman Ki Kabhi Babool.
Na Jins Kar Sakay Na Nabi Ka Asar Qabool.
Kuch Loag Ghar Nabi Ka Jalanay Tu Aa Gaye.
Pocha Magar Kissi Ne Na Hal-e-Dil-e-Batool.
Islam Ka Kissi Tarha Pardah Bacha Rahe.
Zainab Ki Qaid Abid-e-Beemar Ko Qabool.
Darbar-e-Meer-e-Sham Mein Bint-e-Ali Na Thi.
Baloon Se Munh Ko Dhanp Ke Roti Rahi Batool.
ALLAH Ki Kitab Ko Kafi Samajh Liya.
Farman-e-Mustafa Ko Gaye Loag Jald Bhool.
Do Nazriyon Ke Naam Hain Shabeer Our Yazid.
Karb-o-Bala Ki Jang Mein Lartay Rahe Usool.
:AKHTAR: Kuch Our Mang Le Sodagari Na Kar.
Silla e Gham-e-Hussain Mein Janat Na Kar Qabool.
Poet: :Ikhtiyar Hussain Akhtar Chinyoti:
Soz: :Babu Khan:
#JabKarChukey
#NohayLyrics
#tajpoint
Like TAJPOINT :: Facebook Page :
www.fb.com/tajpointpage
Subscribe TAJPOINT :: Youtube Channel :
www.youtube.com/tajpointpage?sub_confirmation=1
Follow TAJPOINT :: On Twitter :
www.twitter.com/tajpointpage
Visit TAJPOINT :: Official Website :
www.tajpoint.com

Leave a Comment

Ads Blocker Image Powered by Code Help Pro

Ads Blocker Detected!!!

We have detected that you are using extensions to block ads. Please support us by disabling these ads blocker.

Powered By
Best Wordpress Adblock Detecting Plugin | CHP Adblock
error: Content is protected !!