Utha Hai Janaza Hasan Askari Ka Lyrics Urdu 2025
Hai Ashkon Se Tar Chehra Har Hashmi Ka.
Kiye Bain Roti Hain Qayam Ki Madar.
Ajab Haal Gham Se Hai Bint-e-Nabi Ka.
Issi Ne Hi Mara Tha Mohsin Ko Logon.
Saqeefa Ne Mara Hai Beta Naqi Ka.
Do Pursa Yateemi Ka Mehdi Sakhi Ko.
Keh Yeh Farz Bachta Hai Har Matami Ka.
:NISAR:, Askari Ka Na Gar Gham Ho Iss Mein.
Tu Maqsad Nahi Hai Koi Zindagi Ka.
Poet: :Shehzada Nisar Jhandvi:
#UthaHaiJanaza
#NohayLyrics
#tajpoint
Utha Hai Janaza Hasan Askari Ka Lyrics Urdu 2025 Write Up Poster Image
Subscribe TAJPOINT :: Youtube Channel :
اپنا کلام HD پوسٹر میں بنائیں!
اپنے کلام یا نوحے کا خوبصورت اور معیاری ایچ ڈی (HD) پوسٹر بنانے کے لیے ہمارا فری ٹول استعمال کریں۔
