Hosla Ghazi Mola Dete Hain Haider Rizvi Lyrics Urdu 2025
Hosla Ghazi Mola Dete Hain Haider Rizvi.
Hosla Ghazi Mola Dete Hain.
Har Mosibat Mein Sath Rehte Hain.
Jab Alam Ke Talay Mein Jata Hoon.
Ghazi Abbas Paas Hote Hain.
Jab Koi Momin Lahad Mein Ghabraye.
Ghazi Hai Na Farishte Kehte Hain.
Ghar Pe Jis Jis Ke Hai Alam Iss Ka.
Woh Tu Yaro Sakoon Se Sote Hain.
Jab Se Ghazi Se Lau Lagayi Hai.
Mere Jannat Mein Charche Rehte Hain.
Aa Ke Khud Ghazi Bosa Dete Hain.
Jab Bhi Matam Ko Hath Uthte Hain.
Main Tu Dhondon Gha Pehle Mehdi Ko.
Un Ke Hi Sath Ghazi Rehte Hain.
Mere Ghar Mein Diya Hai Ghazi Ka.
Jis Se Raste Hawa Ko Milte Hain.
Jhuk Nahi Saktay :HAIDER: O :SAIR:.
Sirf Ghazi Sakhi Ko Jhukte Hain.
Poet: :Arsalan Haider Sair:
Manqabat Khuwan: :Haider Rizvi:
Manqabat Volum: :Haider Rizvi 2024-25:
Composition: :Zawar Zaheer Abbas:
#GhaziHaiNa
#ManqabatLyrics
#tajpoint