Dil-o-Jaan Se Pyara Hai Pyara Rahe Ga Lyrics In Urdu 2019
Dil-o-Jaan Se Pyara Hai Pyara Rahe Ga.
Watan Youn Hamesha Yeh Sara Rahe Ga.
Tab Tak Rahe Ga Watan Yeh Salamat.
Jab Tak Yeh Chand Yeh Tara Rahe Ga.
Parbat Samandar Ho Wadi-e-Kashmir.
Haseen Tar Sada Yeh Nazara Rahe Ga.
Watan Ki Yeh Dharti Kehti Hai Meri.
Hamara Hai Kashmir Hamara Rahe Ga.
Sadqay Mein Chodah 14 Ke Hum Ko Mila Hai.
Watan Yeh Hamara, Hamara Rahe Ga.
Kar Ke Fida Jan Kehte Hain Foji.
Rahe Hum Na Naam Tumhara Rahe Ga.
Shia Hai Qaid Tu Mere Watan Ko.
Muhammad Ali Ka Sahara Rahe Ga.
Takraye Ga Jo Bhi Hum Se :DILAWAR:.
Watan Unn Ka Phir Na Dobara Rahe Ga.
Poet: :Dilawar Abbas:
#IndependenceDay
#MiliNagmaLyrics
#tajpoint
