Ilm-o-Ishq Allama Iqbal Lyrics In Urdu and Roman Urdu
عِلم و عشق
Ilm Ne Mujh Se Kaha Ishq Hai Dewana Pan.
Ishq Ne mujh Se Kaha Ilm Hai Takhmeen-o-Zan.
Bandah Takhmeen-o-Zan Kirm-e-Kitabi Na Ban.
Ishq Sarapa Hazoor Ilm Sarapa Hijab.
Ishq Ki Garmi Se Hai Marka Kainat.
Ilm Muqaam-e-Safaat Ishq Tamshaye Zaat.
Ishq Sakoon-o-Sabaat Ishq Hayat-o-Mamaat.
Ilm Hai Paida Sawal Ishq Hai Pinhaan Jawab.
Ishq Ke Hain Mojzaat Saltanat-o-Fakar-o-Deen.
Ishq Ke Adna Ghulam Sahab-e-Taj-o-Nageen.
Ishq Makaan-o-Makeen Ishq Zamaan-o-Zameen.
Ishq Sarapa Yaqeen Our Yaqeen Fateh-e-Baab.
Shara-e-Mohabbat Mein Hain Ishrat-e-Manzal Haraam.
Shorash-e-Tofaan Halal Lazat-e-Sahil Haraam.
Ishq Peh Bijli Halal Ishq Peh Hasil Haraam.
Ilm Hai Ibnul Kitaab Ishq Hai Umul Kitaab.
Poet: :Allama Iqbal:
#IlmoIshq
#GhazalLyrics
#tajpoint
Like TAJPOINT :: Facebook Page :
www.fb.com/tajpointpage
Subscribe TAJPOINT :: Youtube Channel :
www.youtube.com/tajpointpage?sub_confirmation=1
Follow TAJPOINT :: On Twitter :
www.twitter.com/tajpointpage
Visit TAJPOINT :: Official Website :
www.tajpoint.com