Aseer Ho Ke Nabi Zadi Be Rida Aayi Lyrics Urdu 2023
Aseer Ho Ke Nabi Zadi Be Rida Aayi.
Deyar e Ghair Mein Ummat Ko, Na Haya Aayi.
Sina Ki Nook Pe Khoon Roya, Tha Khalilullah.
Nazar Laeen Ke Hathoon Mein, Jab Rida Aayi.
-->
Youn Sar Barehna Bibiyon Ko, Dekhney Ke Liye.
Bazar-e-Sham Laeeno Ki, Har Nigah Aayi.
Jo Apne Baba Se Karti Rahi, Thi Sharam-o-Haya.
Woh Sath Kaisay Laeeno Ke, Ba Khuda Aayi.
Woh Jis Ko Baba Ke Seene Pe, Tha Sakoon Milta.
Qafas Ki Rait Pe Oss Bachi, Ko Qaza Aayi.
Baqa-e-Deen-e-Khuda :HAIDER:, Ali Ke Lehjay Mein.
Sunanay Khutbay Sar-e-Uryaan, Aliya Aayi.
Poet: :Waqas Haideri:
Soz: :Bakhtiar Hussain:
#AseerHoKe
#NohayLyrics
#tajpoint
Aseer Ho Ke Nabi Zadi Be Rida Aayi Lyrics Urdu 2023 Write Up Poster Image
Subscribe TAJPOINT :: Youtube Channel :
اپنا کلام HD پوسٹر میں بنائیں!
اپنے کلام یا نوحے کا خوبصورت اور معیاری ایچ ڈی (HD) پوسٹر بنانے کے لیے ہمارا فری ٹول استعمال کریں۔
