Kis Ne Sang-e-Khamshi Phainka Bhare Bazaar Par Lyrics In Urdu and Roman Urdu

Kis Ne Sang-e-Khamshi Phainka Bhare Bazaar Par Lyrics In Urdu and Roman Urdu

کس نے سنگِ خامشی پھینکا بھرے بازار پر

Ik Sakoot-e-Marg Jari Hai Dar-o-Dewar Par.

Tu Ne Apni Zulf Ke Saye Mein Afsane Kahe.
Mujh Ko Zanjerein Mili Hain Jurat-e-Izhar Par.
Shakh-e-Uryaan Par Khile Ik Phool Iss Andaz Se.
Jiss Tarha Taza Laho Chamke Nayi Talwar Par.
Sang Dill Ahbab Ke Daman Mein Ruswai Ke Phool.
Main Ne Dekha Hai Niya Manzar Faraz-e-Daar Par.
Ab Koi Tohmat Bhi Wajh-e-Karb-e-Ruswai Nahi.
Zindagi Ik Umar Se Chup Hai Re Israr Par.
Main Sar-e-Maqtal Hadees-e-Zindagi Kehta Raha.
Ungliyaan Uthti Rahin :MOHSIN: Mere Kirdar Par.
Poet: :Mohsin Naqvi Shaheed:
#KisNeSangeKhamshi
#GhazalLyrics
#tajpoint
Like TAJPOINT :: Facebook Page :
www.fb.com/tajpointpage
Subscribe TAJPOINT :: Youtube Channel :
www.youtube.com/tajpointpage?sub_confirmation=1
Follow TAJPOINT :: On Twitter :
www.twitter.com/tajpointpage
Visit TAJPOINT :: Official Website :
www.tajpoint.com

Leave a Comment

Ads Blocker Image Powered by Code Help Pro

Ads Blocker Detected!!!

We have detected that you are using extensions to block ads. Please support us by disabling these ads blocker.

Powered By
100% Free SEO Tools - Tool Kits PRO
error: Content is protected !!