Jeet Gaya Lal Qalandar Lyrics In Urdu and Roman Urdu

Jeet Gaya Lal Qalandar Lyrics In Urdu and Roman Urdu

جیت گیا لعل قلندرؒ

Kar Tu Liya Zulm Qalandar Ki Zameen Par.
Rook Saka Koan Bhala Zikar-e-Qalandar
Agli Sahar Aayi Tu Dunya Ne Yeh Dekha.
Phir Wohi Mela Wohi Nobat Wohi Langar.
Har Giya Hai Dushman-e-Haider Jeet Giya Lal Qalandar.
Saj Gaya Mela Sehwan Ki Zameen Par Jeet Gaya Lal Qalandar.
Phir Se Ossi Shan Ka Mela Yeh Saja Hai.
Sare Shaheedon Ka Laho Bool Raha Hai.
Kehte Hain Sare Labaik Qalandar.
Naroon Se Phir Se Yeh Fiza Gonj Rahi Hai.
Ishq-e-Qalandar Mein Yeh Nobat Jo Baji Hai.
Wajd Mein Ayi Sham-e-Qalandar.
Jo Hai Sag-e-Koy-e-Qalandar Woh Kahe Ga.
Zikar-e-Qalandar Na Ruka Hai Na Ruke Ga.
Gao Dhamalein Narah Laga Kar.
Nagari Qalandar Ki Malangoon Ki Zameen Hai.
Parcham-e-Ghazi Ke Sabab Our Haseen Hai.
Kitna Haseen Hai Aaj Yeh Manzar.
Aaj Bhi Iss Dar Par Sanwarte Hain Muqadar.
Jatay Hain :FARHAN: Sabhi Jholiyaan Bhar Bhar.
Kyun Na Kahe Phir Dunya Se :MAZHAR:
Poet: :Mazhar Abidi:
Manqabat Khuwan: :Farhan Ali Waris:
Manqabat Volume: :Farhan Ali Waris 2017-18:
#JeetGayaLalQalandar
#ManqabatLyrics
#tajpoint

Leave a Comment

Ads Blocker Image Powered by Code Help Pro

Ads Blocker Detected!!!

We have detected that you are using extensions to block ads. Please support us by disabling these ads blocker.

Powered By
100% Free SEO Tools - Tool Kits PRO
error: Content is protected !!