Tasbeeh-e-Fatima Lyrics In Urdu and Roman Urdu
کس درجہ بے مثال ہے تسبیحِ فاطمہؑ
Kis Darja Be-Misal Hai Tasbeeh-e-Fatima.
Amal Ka Kamal Hai Tasbeeh-e-Fatima.
Hum Sab Ka Zikar Choriye Nabiyon Ke Wastay.
Har Ranj-o-Alam Mein Dhaal Hai Tasbeeh-e-Fatima.
Tara Falak Ko Choor Ke Soye Zameen Chala.
Kya Sahib-e-Jalal Hai Tasbeeh-e-Fatima.
Jaise Khuda Ke Chehre Ko Hargiz Fana Nahi.
Iss Tarha La-Zawal Hai Tasbeeh-e-Fatima.
Sarkari Yeh Zaban Hai Arsh-e-Allah Ki.
Khaliq Ki Bol Chal Hai Tasbeeh-e-Fatima.
Jin Ki Ragoon Mein Khon Halali Ho Doorta.
Bas Unn Pe Hi Halal Hai Tasbeeh-e-Fatima.
:SAQLAIN: Our :WAJHI:-o-:RAZA: Ko Ho Fikar Kya.
In Ki Shareek-e-Haal Hai Tasbeeh-e-Fatima.
Poet: :Allama Syed Zille Saqlain Zaidi:
Manqabat Khuwan: :Syed Wajhi Hasan Zaidi:
Manqabat Volume: :Syed Wajhi Hasan Zaidi 2013-14:
#TasbeeheFatima
#ManqabatLyrics
#tajpoint
Like TAJPOINT :: Facebook Page :
www.fb.com/tajpointpage
Subscribe TAJPOINT :: Youtube Channel :
www.youtube.com/tajpointpage?sub_confirmation=1
Follow TAJPOINT :: On Twitter :
www.twitter.com/tajpointpage
Visit TAJPOINT :: Official Website :
www.tajpoint.com