Zahra Tere Aangan Ki Zia Sab Se Alag Hai Lyrics In Urdu and Roman Urdu

Zahra Tere Aangan Ki Zia Sab Se Alag Hai Lyrics In Urdu and Roman Urdu

زہراؑ تیرے آنگن کی ضیاء سب سے الگ ہے

Iss Dar Ki Gadai Ka Sila Sab Se Alag Hai.

Taqdeer Se Zid Bandh Ke Rahib Ko Nawaza.
Shabir Tere Dar Ki Atta Sab Se Alag Hai.
Karte Hain Zikar-e-Haider-e-Karrar Tool Kar.
Iss Door Ke Momin Ki Jafa Sab Se Alag Hai.
Sajday Mein Sar Hoo Bugz Bhi Rakhe Imam Se.
Aise Namaziyon Ki Saza Sab Se Alag Hai.
Shabir Kabhi Haider-o-Abbas Dilawar.
Darbar Mein Zainab Ki Shuja Sab Se Alag Hai.
Tum Lakh Payamber Se Muhabbat Ko Jatao.
Olad-e-Payamber Ki Sana Sab Se Alag Hai.
Rakhta Hoon Ikhtelaf Nuseri Se Ba-Wajah.
Haider Jise Keh Day Woh Khuda Sab Se Alag Hai.
Khud Apne Liye Mangna Hai Shah Ke Gham Ko.
Iss Dar Ke Gadagar Ki Sada Sab Se Alag Hai.
Zanjeer Ke Matam Pe Lagana Nahi Fatway.
Deti Hain Jo Zahra WOh Jaza Sab Se Alag Hai.
Mula Karein Qabool :NISA: Iss Kalam Ko.
Taufeeq Ho Atta Yeh Dua Sab Se Alag Hai.
Poetess: :Khanam Nisa:
Manqabat Khuwan: :Syed Wajhi Hasan Zaidi:
Manqabat Volume: :Syed Wajhi Hasan Zaidi 2018-19:
#ZahraTereAanganKiZia
#ManqabatLyrics
#tajpoint
Like TAJPOINT :: Facebook Page :
www.fb.com/tajpointpage
Subscribe TAJPOINT :: Youtube Channel :
www.youtube.com/tajpointpage?sub_confirmation=1
Follow TAJPOINT :: On Twitter :
www.twitter.com/tajpointpage
Visit TAJPOINT :: Official Website :
www.tajpoint.com

Leave a Comment

Ads Blocker Image Powered by Code Help Pro

Ads Blocker Detected!!!

We have detected that you are using extensions to block ads. Please support us by disabling these ads blocker.

Powered By
100% Free SEO Tools - Tool Kits PRO
error: Content is protected !!