La ilaha illallah Lyrics In Urdu 2017
La ilaha illalah Lyrics In Urdu
Khudi Ka Sir-e-Nihaan La ilaha ilallah.
Khudi Hai Taig-e-Fasaan La ilaha ilallah.
Yeh Door Apne Barhim Ki Talash Mein Hai.
Sanam Kadah Hai Jahan La ilaha ilallah.
Agarche But Hain Jamaat Ki Aasteeno Mein.
Mujhe Hai Hukam-e-Azaan La ilaha ilallah.
Tazmeen:
Poet: Sabeeh Hasan Zaidi
Woh Sajda Raiz Ki Rifat Biyan Karta Hai.
Wajood-e-Sajda Tera La ilaha ilallah.
Hussain Tujh Se Bacha La ilaha illallah.
Zameen-e-Karb-o-Bala La ilaha ilallah.
Issi Hi Naam Ko Be-Dast Ho Ke Oaj Diya.
Wafa Ki Had-e-Wafa La ilaha ilallah.
Shujaton Ke Qareene Hussain Detey Rahe.
Laho Sajata Raha La ilaha ilallah.
Ubhar Deen Ka Soraj Na Bad-e-Aashora.
Agar Na Hota Ada La ilaha ilallah.
Poet: :Allama Iqbal:
Poet: :Sabeeh Hasan Zaidi:
Manqabat Khuwan: :Sabeeh Hasan Zaidi:
Manqabat Volume: :Syed Wajhi Hasan Zaidi 2017-18:
#Lailahaillallah
#ManqabatLyrics
#tajpoint
