Gham Mein Doba Howa Karbal Ka Musafir Dekha Lyrics In Urdu 2018
Gham Mein Doba Howa Karbal Ka Musafir Dekha.
Rote Shaibr Ko Zahra Ki Lahad Par Dekha.
Apna Sar Mar Ke Dewar Se Roya Ghazi.
Jab Nabi Zadi Ko Aate Howay Bahir Dekha.
-->
Door Tak Phaili Hai Qasim Ki Jawani Ran Mein.
Dair Tak Dhondta Phir Sibt-e-Payamber Dekha.
Noor Aankhon Ka Gaya Qatilon Se Poche Hussain.
Koi Batlaye Kissi Ne Mera Akbar Dekha.
Ravi Likhte Hain Sajjad Ko Jab Hosh Aaya.
Jalte Khiyam Mein Zainab Ko Khule Sar Dekha.
Poet: :Hasan Raza:
Soz: :Akbar Abbas:
#GhamMeinDobaHowa
#NohayLyrics
#tajpoint
Gham Mein Doba Howa Karbal Kaa Musafir Dekha Lyrics In Urdu 2018 Write Up Poster Image
Video Link
اپنا کلام HD پوسٹر میں بنائیں!
اپنے کلام یا نوحے کا خوبصورت اور معیاری ایچ ڈی (HD) پوسٹر بنانے کے لیے ہمارا فری ٹول استعمال کریں۔
