Ro Raha Hai Khud Andhera Sham Ke Zindan Mein Lyrics in Urdu and Roman Urdu

Ro Raha Hai Khud Andhera Sham Ke Zindan Mein Lyrics in Urdu and Roman Urdu

رو رہا ہے خود اندھیرا شام کے زندان میں

Reh Gayi Tanha Sakina Sham Ke Zindan Mein.
Mar Gayi Yeh Kehte Kehte Be-Watan Pardais Mein.
Kya Nahi Aaein Gaye Baba Sham Ke Zindan Mein.
Lehja-e-Shabir Mein Lori Sonane Ke Liye.
Khuld Se Aati Hain Zahra Sham Ke Zindan Mein.
Beriyon Ke Shoor Mein Zanjeer Ki Jhankar Mein.
Uth Raha Hai Ik Janaza Sham Ke Zindan Mein.
Sahib-e-Aulad Ja Kar Khud Hi Andaza Karein.
Munh Ko Aata Hai Kaleja Sham Ke Zindan Mein.
Dekh Kar Masoom Ke Rukh Par Tamachon Ke Nishaan.
Maut Ko Aaya Paseena Sham Ke Zindan Mein.
Iss Tarha Taqseem Banu Ki Kamai Ho Gayi.
Dasht Mein Asghar Sakina Sham Ke Zindan Mein.
Poet: :Banda Momin:
Noha Khuwan: :Mir Hasan Mir:
Noha Volume: :Mir Hasan Mir 2006-07:
#RoRahaHaiKhudAndhera
#NohayLyrics
#tajpoint

Leave a Comment

Ads Blocker Image Powered by Code Help Pro

Ads Blocker Detected!!!

We have detected that you are using extensions to block ads. Please support us by disabling these ads blocker.

Powered By
100% Free SEO Tools - Tool Kits PRO
error: Content is protected !!