Baqya Mein Hai Andhera Sangat Hussaini Noha Khuwaan Lyrics Urdu 2025

Baqya Mein Hai Andhera Sangat Hussaini Noha Khuwaan Lyrics Urdu 2025

Baqya Mein Hai Andhera Sangat Hussaini Noha Khuwaan.

Bad-e-Rasool Jis Ko Ummat Ne Sataya Hai.
Darwaza Jalaya Tha Ab Roza Giraya Hai.

Aabad Hai Madina Baqiya Mein Hai Andhera.
Ya Rasool ALLAH Hona Hai Kab Sawera.

Hum Dekhtey Hain Tooti Hoi Qabar-e-Syeda.
Har Taraf Jis Ko Veraniyon Ne Ghaira.

Kaisa Sitam Howa Tha Na Jane Batool Par.
Zakhm Pehlu Ka Ab Bhi Hai Haye Gehra.

Rota Hai Aaj Bhi Koi Ghaibat Mein Dekh Kar.
Panch Qabron Pe Ghurbat Ka Hai Basera.

Jaisay Laga Ke Fatwa Rozay Ko Dhaya Diya.
Aisay Ummat Ne Chena Tha Haq Bhi Tera.

Jata Hai Ik Hajoom Qabar-e-Rasool Par.
Qabar-e-Zahra Par Kyun Kar Laga Hai Pehra.

Tameer Qabar-e-Fatima, :ZEESHAN: Hogi Jab.
Hum Bhi Jaein Gay Eman Hai Yeh Mera.

Poet: :Malik Zeeshan Haider:
Composition: :Shehzil Rizvi:

Sangat Hussaini Noha Khuwaan
Imam Bargah Ashor Khana Qamar e Bani Hashim Karachi

#BaqyaMeinHaiAndhera
#NohayLyrics
#tajpoint

Baqya Mein Hai Andhera Sangat Hussaini Noha Khuwaan Lyrics Urdu 2025 Write Up Poster Image

Baqya Mein Hai Andhera Sangat Hussaini Noha Khuwaan Lyrics Urdu 2025

Video Link
error: Content is protected !!