ٹ کریں -->

Abro Ke Isharay Mein Har Ik Izn e Safar Lyrics 2019

Abro Ke Isharay Mein Har Ik Izn e Safar Lyrics 2019

Abro Ke Isharay Mein Har Ik Izn-e-Safar Hai.

Alam Pe Yeh Sarkar-e-Do Alam Ka Asar Hai.

Aye Sajid-e-Awwal Tere Sajdoon Ka Asar Hai.
Dunya Ko Khuda Ki Tere Hone Se Khabar Hai.

-->

Maloom Kisay Tha Teri Mairaaj Se Pehle.
Aflak Ke Oss Par Bhi Ik Rahguzar Hai.

Ik Chashm-e-Muhammad Ke Waseelay Se Khuda Ki.
Mujh Pe Hi Nahi Sare Zamane Pe Nazar Hai.

Darbar-e-Muhammad Pe Jabeen Sayi Kare Tu.
Insaan Khabar Paye Keh ALLAH Kidhar Hai.

Anwar-e-Falak Zeena Bane Jis Ke Safar Mein.
Aye Khaki Bashar Soch Keh Woh Kaisa Bashar Hai.

Woh Bint-e-Asad Ka tha Yeh Hai Bint-e-Nabi Ka.
Makka Mein Woh Taiba Mein Yeh Aayat Ka Ghar Hai.

Salmaan Ne Jahan Reesh Se Jaroob Kashi Ki.
:AKBAR: Ke Aqeeday Mein Woh ALLAH Ka Dar Hai.

Poet: :Hasnain Akbar:

#NaatLyrics
#tajpoint

Abro Ke Isharay Mein Har Ik Izn e Safar Lyrics 2019 Write Up Poster Image

Abro Ke Isharay Mein Har Ik Izn e Safar Lyrics 2019

Subscribe TAJPOINT :: Youtube Channel :

اپنا کلام HD پوسٹر میں بنائیں!

اپنے کلام یا نوحے کا خوبصورت اور معیاری ایچ ڈی (HD) پوسٹر بنانے کے لیے ہمارا فری ٹول استعمال کریں۔

error: Content is protected !!