Honton Se Pholon Ki Barsaat Hoti Hai Lyrics In Urdu and Roman Urdu

Honton Se Pholon Ki Barsaat Hoti Hai Lyrics In Urdu and Roman Urdu

ہونٹوں سے پھولوں کی برسات ہوتی ہے

Jab Kabhi Bhi Laboon Par Naat Hoti Hai.
Hota Hai Arsh Walon Mein Yhi Charcha.
Bas Muhammad Ali Ki Baat Hoti Hai.
Hai Farishton Se Behter Aadmi Hona.
Lazmi Shart Inki Zaat Hoti Hai.
Ya Muhammad Ali Ya Fatima Zahra.
Dam Se Inke Rab Se Baat Hoti Hai.
Panjtan Ki Wilayat Deen-e-Kamil Hai.
Our Shariyat Inhi Ke Sath Hoti Hai.
Hath Takhleeq-e-Aadam Mein Hain Jo Shamil.
Dunya Sari Unhi Ke Hath Hoti Hai.
Kehne Par Gar Qalam Gasib Nahi Deta.
Haan Luteray Ki Yeh Aouqaat Hoti Hai.
Woh Mulaqaat Woh Qurbat Khuda Se Youn.
Khoob Mairaj Ki Woh Raat Hoti Hai.
Poet: :Zeeshan Ali:
#NaatLyrics
#tajpoint
Like TAJPOINT :: Facebook Page :
www.fb.com/tajpointpage
Subscribe TAJPOINT :: Youtube Channel :
www.youtube.com/tajpointpage?sub_confirmation=1
Follow TAJPOINT :: On Twitter :
www.twitter.com/tajpointpage
Visit TAJPOINT :: Official Website :
www.tajpoint.com

Leave a Comment

Ads Blocker Image Powered by Code Help Pro

Ads Blocker Detected!!!

We have detected that you are using extensions to block ads. Please support us by disabling these ads blocker.

Powered By
100% Free SEO Tools - Tool Kits PRO
error: Content is protected !!