Sitaron Ki Chamak Mein Hai Zia-e-Jafar Sadiq Lyrics In Urdu 2019
Sitaron Ki Chamak Mein Hai Zia-e-Jafar Sadiq.
Hoi Hai Khalq Yeh Dunya Bara-e-Jafar Sadiq.
Hain Bani Aap Maktab Ke Issi Ik Baat Ki Khatir.
Nahi Koi Mera Murshad Siwa-e-Jafar Sadiq.
-->
Farishton Se Lahad Mein Fakhriya Keh Doon Ga Bismillah.
Main Apne Saath Laya Hoon Wila-e-Jafar Sadiq.
Haneefa, Shafai Ho Hazrat Malik Ya Ho Hanbal.
Ilm Ki Hai Inhi Sab Par Atta-e-Jafar Sadiq.
Sakhawat Mein Keh Sorat Mein Taharat Ho Keh Seerat Mein.
Haan Milti Hai Muhammad Se Adda-e-Jafar Sadiq.
Wasiyyat :YOUSUFI: Bakhshish Ki Khatri Bas Yeh Karta Hai.
Meri Turbat Pe Likh Dena Gada-e-Jafar Sadiq.
Poet: :Zakir Hussain Yousufi:
#SitaronKiChamak
#ManqabatLyrics
#tajpoint
Sitaron Ki Chamak Mein Hai Zia-e-Jafar Sadiq Lyrics In Urdu 2019 Write Up Poster Image
Subscribe TAJPOINT :: Youtube Channel :
اپنا کلام HD پوسٹر میں بنائیں!
اپنے کلام یا نوحے کا خوبصورت اور معیاری ایچ ڈی (HD) پوسٹر بنانے کے لیے ہمارا فری ٹول استعمال کریں۔
