Yeh Dekha Gaya Hai Dar-e-Mustafa Par Lyrics In Urdu 2019
Yeh Dekha Gaya Hai Dar-e-Mustafa Par.
Zamana Jhuka Hai Dar-e-Mustafa Par.
Qaza Mujh Ko Aaye Yahan Gham Na Ho Ga.
Yeh Dil Keh Raha Hai Dar-e-Mustafa Par.
-->
Mujhe Mere Aaqa Yahin Paas Rakh Lo.
Yeh Mangi Dua Hai Dar-e-Mustafa Par.
Jisay Ishq-e-Aal-e-Muhammad Nahi Hai.
Woh Kyun Ja Raha Hai Dar-e-Mustafa Par.
Woh Daman Bhaal Kis Tarha Se Ho Khali.
Jo Phaila Howa Hai Dar-e-Mustafa Par.
Yousuf Bhi Aate Hain Khairat Lene.
Husan Bantta Hai Dar-e-Mustafa Par.
Woh Shams-o-Qamar Ko Zia Bantta Hai.
Jo Diya Jala Hai Dar-e-Mustafa Par.
Mairaj Kaise Kahon Na :DILAWAR:.
Jo Jana Howa Hai Dar-e-Mustafa Par.
Poet: :Dilawar Abbas:
#DareMustafaPar
#NaatLyrics
#tajpoint
Yeh Dekha Gaya Hai Dar-e-Mustafa Par Lyrics In Urdu 2019 Write Up Poster Image
Subscribe TAJPOINT :: Youtube Channel :
اپنا کلام HD پوسٹر میں بنائیں!
اپنے کلام یا نوحے کا خوبصورت اور معیاری ایچ ڈی (HD) پوسٹر بنانے کے لیے ہمارا فری ٹول استعمال کریں۔
