Zakhm Moula Ke Sar Pe Sajjad Ashraf Taqvi Lyrics In Urdu and Roman Urdu
زخم مولاؑ کے سَر پہ آیا ہے
Zakhm Maula Ke Sar Pe Aaya Hai.
Ibn-e-Muljim Ne Zulm Dhaya Hai.
Bandagi Ki Boland Hain Aahein.
Banda Parwar Lahu Nahaya Hai.
Hichkiyaan Le Ke Ro Rahi Hai Namaz.
Sajdah Gahon Ne Gham Manaya Hai.
Roshni Pochti Hai Kabay Ki.
Shame Emaan Ko Kyun Bhojaya Hai.
Gham Se Shabbar Ka Phat Raha Hai Jigar.
Bar Ummat Magar Uthaya Hai.
Dil Phata Ja Raha Hai Sajday Ka.
Kis Ne Sarwar Ka Dil Dukhaya Hai.
Aabdeedah Hain Zainab-o-Kulsoom.
Gham Ka Badil Dilon Pe Chaya Hai.
Mere Maula Tera Jawab Nahi.
Sheer Qatil Ko Bhi Pilaya Hai.
Ro Rahe Hain Yateem Kofay Ke.
Kaun Ab Inn Ke Sar Ka Saya Hai.
Ghar Khuda Ka Larz Raha Hai :KALEEM:.
Ja Raha Hai Jo Ghar Ka Jaya Hai.
Poet: :Kaleem Zafar:
Noha Khuwan: :Sajjad Ashraf Taqvi:
Noha Volume: :Sajjad Ashraf Taqvi 2021-22:
Composition: :Amanat Ali Khan Sonu:
#ZakhmMoulaKeSarPe
#NohayLyrics
#tajpoint
Like TAJPOINT :: Facebook Page :
www.fb.com/tajpointpage
Subscribe TAJPOINT :: Youtube Channel :
www.youtube.com/tajpointpage?sub_confirmation=1
Follow TAJPOINT :: On Twitter :
www.twitter.com/tajpointpage
Visit TAJPOINT :: Official Website :
www.tajpoint.com