Sun Lein Woh Jin Ke Liye Ishq-e-Ali Baar Hai Mir Hasan Mir Lyrics In Urdu 2004
Sun Lein Woh Jin Ke Liye Ishq-e-Ali Baar Hai Mir Hasan Mir.
Aaj Bhi Parday Mein Ik Haider-e-Karrar Hai.
Oss Ko Hai Sab Ki Khabar Rakhta Hai Sab Par Nazar.
Kaun Hai Ghaddar Our Kaun Wafadar Hai.
-->
Qayal-e-Shaitaan Tu Hai Qayal-e-Ghaibat Nahi.
Haye Musalman Bhi Kitna Samajhdar Hai.
Lagta Hai Taig-e-Ali Guzri Hai Yaan Se Abhi.
Ran Mein Jo Charon Taraf Lashon Ka Anbar Hai.
Lakh Dawaein Karein Theek Na Ga Kabhi.
Aal-e-Muhammad Ke Jo Bugz Mein Beemar Hai.
Munkir-e-Ashk-e-Azza Soch Le Itna Zarra.
Gaib Mein Betha Hai Jo Woh Bhi Azadar Hai.
Poet: :Banda-e-Momin:
Manqabat Khuwan: :Mir Hasan Mir:
Manqabat Volume: :Mir Hasan Mir 2004-05:
#SunLeinWoh
#ManqabatLyrics
#tajpoint
Sun Lein Woh Jin Ke Liye Ishq-e-Ali Baar Hai Mir Hasan Mir Lyrics In Urdu 2004 Write Up Poster Image
Video Link
اپنا کلام HD پوسٹر میں بنائیں!
اپنے کلام یا نوحے کا خوبصورت اور معیاری ایچ ڈی (HD) پوسٹر بنانے کے لیے ہمارا فری ٹول استعمال کریں۔
